TUMHARI AANKHEN
KHUMAAR PARWAR
BADAN YE MEENA
YE HONT SAAGHAR
HAMARI TOUBA
NA REHNE DE GA
YE CHALTA PHIRTA
SHARAB KHANA
teri zulfon se tapakta he ghattaown ka jaal
teri aankhon men jheelon ki khamoshi ki misal
nojawani k tabasam ka zinda jadoo
saya a zulf men ifshan k chamakte jugnu
tere aanchal ki parastar he moj e tofan
tuj pe hota he kisi hoor k paiker ka gumaan
TUJ KO CHAAND B DEKHY TO
QURBAN HO JAY
GHUNCHA DEKHY TO
KHIL KR GULASTAN HO JAY
~$hääm~
Us ne muj ko
gham dia aur
gham ne meri jaan li
khud ko qatil
manta he
isi lia to aj wo
aansuon se
jurm apny dho raha tha bewafa
aankh uski
ab khuli he
jb ye dunya chor di
itny din tha
wo kahan
kya so raha tha bewafa
zindgi men
mujse milny
wo kbi aya na tha
aj kun
meri qabar pr
ro raha tha be wafa.
~$hââm~
*;%*;%'*
*;*;%*
)i(صبح صبح
(__)
تازہ پھول,
پیار سے,
چاھت سے,
محبت سے,
اوردل سے,
" اسلام علیکم GOOD MORNING
~$hââm~
Tu Kisi Aur Ki Jageer He Aye Jaan-E-Ghazal…….
Log Tufaan Utha Den ge Mere Saath Na Chal…
Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera….
Pehele Haq Tha Teri Khushbu-E-Badan Par Mera….
Ab Mera Pyaar Tere Pyaar Ka Haqdar Nahi………..
Main Tere Gesu-O-Rukhsar Ka Haqdar Nahi………..
Ab Kisi Aur Ke Shano Pe He Tera Aanchal……
Log Tufaan Utha Den ge Mere Saath Na Chal…
Main Tere Pyaar Se Ghar Apna Basaun Kesay……..
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaun Kaise…………..
Meri Qismat Men Nahi Pyaar Ki Khushboo Shayad….
Mere Haathon Ki Lakeeron Men Nahi Tu Shayad…..
Apni Taqdeer Bana Mera Muqaddar Na Badal………
Tu Kisi Aur Ki Jageer H Aye Jaan-E-Ghazal…….
Log Tufaan Utha Den ge Mere Saath Na Chal………
~$hââm~
when my
absence
doesn't
alter ur life,
then my
presence
has no meaning
in ur life..
~$hååm~
Tumhare Zehan Mein Jaana !
Ye Kaise Aa Gai Sochein..?
Ke Tum Ko Chor Doon Ga Mein?
Mohabbat Torr Doon Ga Mein.!
Nahin Sheyad Pata Tum Ko?
Ke Marzi Se Bhala Jaana Mohabbat Chhut'ti Kab Hai !
Mohabbat Toot'ti Kab Hai !
Agar Na phir b Yaqeen aye
To Naksh-e-Be-Yaqeeni Ko !
Mitane ke Leye Jaana...
Mein Phir Iqraar Karta Hoon !
K apni Zaat se barh kr
men Tum se
Pyaar krta hoon.
~$hââm bûtt~
Dill Ba Dill...Wajjd mein hein...Hasst O Addam Bood Nabood~ Yaani... Ye waqqt.. Jissey Chahey.. Qalandar kar De